Mustafa Jaan E Rehmat Lyrics - Atif Aslam

For all Hindi music lovers, Rockstar Atif Aslam has delivered a unique Kalaam "Mustafa Jaan E Rehmat" for the special month of Ramadan. The sufi kalaam is sung by Atif Aslam with various artist like Ali Pervez Mehdi, Nouman Javed, Ahsan Pervaiz Mehdi, Kumail Jaffery. The lyrics are written by Aala Hazrat Imam Ahmad Raza Khan. 

 

Mustafa Jaan E Rehmat Atif Aslam

 

"Mustafa Jaan E Rehmat" Song Info

Singer

Atif Aslam, Ali Pervez Mehdi,
Nouman Javed, Ahsan Pervaiz Mehdi,
Kumail Jaffery

Lyrics

Aala Hazrat Imam Ahmad Raza Khan


Mustafa Jaan E Rehmat Lyrics:

 Lakhon salam, lakhon salam
Lakhon salam, lakhon salam


 Mustafa jaan e rehmat pay lakhon salam
Shama e bazam-e-hediat pay lakhon salam

Hum gareebo kay aqaa pay bay-had darood
Hum gareebo kay aqaa pay bay-had darood
Hum fareeron ki sarwat pay lakhon salam
Shama e bazam-e-hediat pay lakhon salam

Lakhon salam, lakhon salam

Shar-e-yur e iram tajdar-e-haram

Shar-e-yur e iram tajdar-e-haram
No bahar-e-shifat pay lakhon salam
Mustafa jaan e rehmat pay lakhon salam

Shama e bazam-e-hediat pay lakhon salam

Uski baton ki lazat pay lakhon darood

Uski baton ki lazat pay lakhon darood
Uskay khutbay ki hybat pay lakhon salam
Mustafa jaan e rehmat pay lakhon salam

Lakhon salam, lakhon salam
 

Arsh ta farsh hai jis kay zyr-e-nagin

Arsh ta farsh hai jis kay zyr-e-nagin
Uski ki kahay riazat pay lakhon salam
Mustafa jaan e rehmat pay lakhon salam

Meher-e-charkh e naboat pay roshan darood
Meher-e-charkh e naboat pay roshan darood
Gul-e-bag e risalat pay lakhon salam
Mustafa jaan e rehmat pay lakhon salam
Shama e bazam-e-hediat pay lakhon salam

Aslaam ya rehmat talill-alamin
Aslaam ay sabz gumbad kay makeen
Ya ilahi wasta zikar-e-rasool
Yeah salam-e-ajizana ho qubool

 

Written by:  Aala Hazrat Imam Ahmad Raza Khan




Watch full video song below:

Previous Post Next Post